SEARCH RESULTS
Showing search results for "banaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "banaa.e.n"
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
zaraa sii baat hai is kaa tamaashaa kyaa banaa.e.n ham
iraade TuuTte hai.n hausle mismaar hote hai.n
Abbas Qamar
Ghazal
har baar maa.ngtii hai.n nayaa chashm-e-yaar dil
ik dil ke kis tarah se banaa.uu.n hazaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil par jo zaKHm hai.n vo dikhaa.e.n kisii ko kyaa
apnaa shariik-e-dard banaa.e.n kisii ko kyaa
Habib Jalib
Ghazal
dushman se milte julte hai.n KHaatir se dostii
kyaa faa.eda jo dost ko dushman banaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
duniyaa ko chalo parkhe.n na.e dost banaa.e.n
har shaKHs zamaane me.n vahii to nahii.n hogaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
ek hii pal me.n badalte hai.n manaazir kyaa kyaa
ham tirii aa.nkhe.n banaa.e.n to banaa.e.n kaisii
Balmohan panday
Ghazal
apne ma.ashuuq kii suntaa hai buraa.ii ko.ii
kyuu.n na ham big.De.n jo aGyaar banaa.e.n tujh ko
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
jaa-ba-jaa KHuun ke chhii.nTe hai.n hamaare ghar me.n
kaun saa vird karaa.e.n ki balaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
ghar ko banaa.e.n ghar sadaa ghar ke hii log sab
aur aadmii samajhtaa hai parivaar us se hai
Gurcharan Mehta Rajat
Ghazal
taufiiq-e-sair-e-baaG agar ho to ab kii shaam
dil kii jagah shajar pe parinde banaa.e.n ham
Ahmad Shahryar
Ghazal
Muslim Shameem
Ghazal
gar be-Thikaana hai.n to nahii.n sharmsaar ham
ab kyaa banaa.e.n ghar ki zamaana KHaraab hai
Shabab Lalit
Ghazal
haal-e-dil un se na kahtaa thaa hamii.n chuuk ga.e
ab ko.ii baat banaa.e.n bhii to kyaa hotaa hai