SEARCH RESULTS
Showing search results for "banda-parvar"
Ghazal MATCHES FOR "banda-parvar"
Ghazal
banda-parvar aap kii to zindagii aabaad hai
aap ko is se Garaz kyaa gar ko.ii barbaad hai
Mukesh Indori
Ghazal
banda-parvar pahle dil par haath rakh kar dekhnaa
phir kisii ke haath me.n poshiida patthar dekhnaa
Afzal Kiratpuri
Ghazal
tumhe.n banda-parvar hamii.n jaante hai.n
ba.De siidhe-saadhe ba.De bhole-bhaale
Qamar Jalalvi
Ghazal
charaaGo.n kii zamii.n par banda-parvar
havaa se hukmraanii kiijiyegaa
Khwaja Ghulamussyedain Rabbani
Ghazal
be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak
ham kahe.nge haal-e-dil aur aap farmaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jab thak jaa.e zehn KHudaa.ii karte karte
bando.n se milne banda-parvar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ham ko hai har roz har vaqt intizaar
banda-parvar gaah gaah aayaa kare.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
banda-parvar sirf itnii arz thii
farz kuchh KHaadim ke hai.n maKHduum par