SEARCH RESULTS
Showing search results for "banjar"
Ghazal MATCHES FOR "banjar"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pyaas jis nahr se Takraa.ii vo banjar niklii
jis ko piichhe kahii.n chho.D aa.e vo dariyaa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
KHvaab dekhne kii hasrat me.n tanhaa.ii merii
aa.nkho.n kii banjar dhartii me.n niinde.n botii hai
Shahryar
Ghazal
ye be-aavaaz banjar ban ke baasii ye udaasii
ye dahshat kaa safar jangal ye bela mai.n akelaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mere hisse kii zamii.n banjar thii mai.n vaaqif na thaa
be-sabab ilzaam mai.n detaa rahaa barsaat ko
Shahryar
Ghazal
raat-bhar vo apne bistar par pa.Daa rotaa rahaa
duur ik aavaaz banjar ho ga.ii shahnaa.ii me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
banjar zamiin dil kii hai 'miir' milk apnii
pur-daaG siina mohr-e-farmaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ashk aa.nkho.n me.n sulagte hu.e so jaate hai.n
ye mirii aa.nkh jo banjar hai ka.ii sadiyo.n se
Wasi Shah
Ghazal
baahar se dekhiye to badan hai.n hare-bhare
lekin lahuu kaa kaal hai andar pa.Daa hu.aa