SEARCH RESULTS
Showing search results for "banvaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "banvaa.e"
Ghazal
haath me.n le kar gilaurii mujh ko dikhlaa kar kahaa
mu.nh to banvaa.e ko.ii is paan khaane ke liye
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
KHud banvaa.e mahal do-mahle ham ko sunaa.e hadiis
KHud to pahne abaa qabaa ham ko uryaanii de
Baqar Naqvi
Ghazal
kis tavaqqo pe ko.ii baaG-o-makaa.n banvaa.e
qabr me.n ek na kaam aa.egaa bekaar hai.n sab
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
paTriyo.n par ko.ii qabristaan banvaa.e ga.e
rail kii khi.Dkii me.n kitne KHvaab dafnaa.e ga.e
Aun Abbas Aun
Ghazal
KHuun ubaltaa hai jahaa.n khodo zamii.n
ghar kaho vo shaKHs banvaa.e kahaa.n
Surender Pandit Soz
Ghazal
mai.n ne bachcho.n ke namuune ke jo banvaa.e the
bah ga.e vaqt ke sailaab me.n vo ghar kitne
Raza Amrohvi
Ghazal
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
aashiqii me.n 'miir' jaise KHvaab mat dekhaa karo
baavle ho jaa.oge mahtaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
zo.af se girya mubaddal ba-dam-e-sard hu.aa
baavar aayaa hame.n paanii kaa havaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
allaah bachaa.e maraz-e-ishq se dil ko
sunte hai.n ki ye aariza achchhaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
us banda-e-KHuddaar pe nabiyo.n kaa hai saaya
jo bhuuk me.n bhii luqma-e-tar par nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
Unknown
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
na.e makaan banaa.e to faaslo.n kii tarah
hame.n ye shahr basaanaa bhii to nahii.n aayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
itnaa majbuur na kar baat banaane lag jaa.e.n
ham tire sar kii qasam jhuuT hii khaane lag jaa.e.n
Mehshar Afridi
Ghazal
bane-banaa.e se rasto.n kaa silsila niklaa
nayaa safar bhii bahut hii gurez-paa niklaa