SEARCH RESULTS
Showing search results for "baras"
Ghazal MATCHES FOR "baras"
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
chehre pe mire zulf ko phailaa.o kisii din
kyaa roz garajte ho baras jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ye tiis barso.n se kuchh baras piichhe chal rahii hai
mujhe gha.Dii kaa KHaraab purza nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
jhuktii hu.ii nazar ho ki simTaa hu.aa badan
har ras-bharii ghaTaa ko baras jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
hai mujhe abr-e-bahaarii kaa baras kar khulnaa
rote rote Gam-e-furqat me.n fanaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
guzishta saal ke zaKHmo hare-bhare rahnaa
juluus ab ke baras bhii yahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
baras rahii hai hariim-e-havas me.n daulat-e-husn
gadaa-e-ishq ke kaase me.n ik nazar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aagaah apnii maut se ko.ii bashar nahii.n
saamaan sau baras kaa hai pal kii KHabar nahii.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
jal kar jo raakh ho ga.ii.n dango.n me.n is baras
un ghuggiyo.n me.n aa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ne das baras pahle jis kaa naam rakkhaa thaa
kaam kar rahii hogii jaane kis idaare me.n