SEARCH RESULTS
Showing search results for "baras"
Nazm MATCHES FOR "baras"
Nazm
safar ke waqt
baras baras kii ho aadat kaa jab hisaab to phir
bahut sataatii ho jaanam bahut sataatii ho
Jaun Eliya
Nazm
jashn-e-ghaalib
ikkiis baras guzre aazaadi-e-kaamil ko
tab jaa ke kahii.n ham ko 'Gaalib' kaa KHayaal aayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
gandhi ho ya ghaalib ho
dono.n kaa kyaa kaam yahaa.n
ab ke baras bhii qatl hu.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
chand raat
ga.e baras kii iid kaa din kyaa achchhaa thaa
chaa.nd ko dekh ke us kaa chehra dekhaa thaa
Parveen Shakir
Nazm
ramayan ka ek scene
hote hai.n baat karne me.n chaudah baras tamaam
qaa.em umiid hii se hai duniyaa hai jis kaa naam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kahan jaoge
arsh ke diida-e-namnaak se baarii-baarii
sab sitaare sar-e-KHaashaak baras jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (4)
jahaa.n-zaad kaise hazaaro.n baras ba.ad
ik shahr-e-madfuun kii har galii me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
apni malka-e-suKHan se
baarah baras tapaa ke zamaana suhaag kaa
sii.nchaa hai tuu ne baaG mire dil kii aag kaa
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
vatan se ruKHsat-e-'siddhaarth' 'raam' kaa ban-baas
vafaa ke baa'd bhii 'siitaa' kii vo jalaa-vatanii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
jab milaa raam-chandr ko ban-baas
aur niklaa vatan se ho ke udaas