SEARCH RESULTS
Showing search results for "baraste"
Ghazal MATCHES FOR "baraste"
Ghazal
pattharo aaj mire sar pe baraste kyuu.n ho
mai.n ne tum ko bhii kabhii apnaa KHudaa rakkhaa hai
Hakeem Nasir
Ghazal
me.nh to bauchhaar kaa dekhaa hai baraste tum ne
isii andaaz se thii ashk-fishaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
shole ugalte tiir baraste the charKH se
saaya thaa paas me.n na ko.ii saa.ebaan thaa
Adil Mansuri
Ghazal
jis ke kuuche me.n baraste rahe patthar mujh par
us ke haatho.n ke liye ra.ng-e-hinaa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Ghazal
buu.ndo.n kii tarah chhat se Tapakte hu.e aa jaa.o
barsaat kaa mausam hai baraste hu.e aa jaa.o
Javed Saba
Ghazal
baraste rahte hai.n din raat hijr me.n 'purnam'
ye haal-e-diida-e-pur-nam hai kyaa kiyaa jaa.e
Purnam Allahabadi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
tum hamaare the tumhe.n yaad nahii.n hai shaayad
din guzarte hai.n baraste hu.e paanii kii tarah
Wali Aasi
Ghazal
mai.n ne inhe.n taariik fazaa.o.n me.n bhii aksar
dekhe hai.n baraste hu.e anvaar-e-mohabbat
Jigar Moradabadi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
Abdul Hamid
Ghazal
har ek baat pe bas qahqahe baraste hai.n
ye tarz kitnaa niraalaa hai dil ke rone kaa
Raeesuddin Raees
Ghazal
kab tak is pyaas ke sahraa me.n jhulaste jaa.e.n
ab ye baadal jo uThe hai.n to baraste jaa.e.n
Ummeed Fazli
Ghazal
kabhii kabhii to baraste hu.e bhii dekhaa hai
falak pe kaalii ghaTaa se likhaa hu.aa ik naam
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ye intiqaam hai dasht-e-balaa se baadal kaa
samundaro.n pe baraste hu.e guzar jaanaa