SEARCH RESULTS
Showing search results for "barq-e-zard"
Ghazal MATCHES FOR "barq-e-zard"
Ghazal
ek barq-e-zard lahraa.e to qissa KHatm ho
kyuu.n Daraa.e rakhtaa hai mujh ko miraa ghar raat bhar
Krishna Kumar Toor
Ghazal
us barq-vash ne ha.ns ke mire haal-e-zaar par
bijlii giraa.ii KHirman-e-sabr-o-qaraar par
Barq Dehlvi
Ghazal
zarf-e-mai TuuT ke bhii hone na paa.e bekaar
ho shikasta ko.ii shiisha to vo paimaana bane
Barq Dehlvi
Ghazal
sunaa.e.n ishq kii ruudaad kyaa tumhe.n ai 'barq'
hai muKHtasar sii magar daastaa.n ko bhuul ga.e
Barq Hyderabadi
Ghazal
Barq Dehlvi
Ghazal
'barq'-e-Gam-diida tiraa mustahiq-e-lutf hu.aa
sunte hai.n arsh ko jaa letii hai aahe gaahe
Talha Rizvi Barq
Ghazal
Talha Rizvi Barq
Ghazal
Talha Rizvi Barq
Ghazal
kyuu.n na tashbiih use zulf se de.n aashiq-e-zaar
vaaqa.ii tuul-e-shab-e-hijr balaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
hamaarii ziist me.n the saath kaun kaun ai 'barq'
ab ek faatiha ko qabr par nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
taaqat vo kahaa.n jaa.e.n tasavvur me.n jo ai 'barq'
barso.n se hame.n hosh me.n aanaa nahii.n miltaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
apne ash.aar kaa ai 'barq' na kyuu.n shohra ho
saath hai.n taa.ir-e-mazmuu.n ke u.Daane vaale
Mirza Raza Barq
Ghazal
badnaamii se Darte ho abas ishq me.n ai 'barq'
kab tak bashar is baat kaa charchaa na kare.nge
Mirza Raza Barq
Ghazal
uryaa.n haraarat-e-tap-e-furqat se mai.n rahaa
har baar mere jism kii poshaak jal ga.ii
Mirza Raza Barq
Ghazal
Mirza Raza Barq
Ghazal
vo sair ko jo aa.e to sadqe me.n un ko 'barq'
har ek gul ne taa.ir-e-nik.hat u.Daa diyaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
qayaamat aa.ii ye ta.Dpaa firaaq me.n ai 'barq'
na phir zamiin ko paayaa na aasmaa.n dekhaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
baad-e-fanaa bhii hai maraz-e-ishq kaa asar
dekho ki rang zard hai mere Gubaar kaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
mar gayaa zulf kii mai.n pech uThaa kar ai 'barq'
kyuu.n na afsaana miraa KHvaab-e-pareshaa.n hotaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
ai 'barq' sair karte hai.n ham to jahaan kii
har kuucha-e-sanam hai namuuna bahisht kaa