SEARCH RESULTS
Showing search results for "barq-e-zard"
Nazm MATCHES FOR "barq-e-zard"
Nazm
shairi ka janaza
daf'atan do narm-o-naazuk haath shaano.n se lage
barq-e-KHirman-soz jaise aashiyaane par gire
Barq Aashiyanvi
Nazm
jannat se bhi aziz hai KHak-e-watan mujhe
maqtal me.n 'barq' mujh se kashiida hai teG-e-yaar
ta.Dpaa rahii hai dard se baa.nkii dulhan mujhe
Barq Dehlvi
Nazm
ahl-e-hind
dabdabe se jin ke jhukte the sar-afraazo.n ke sar
jin kaa lohaa maante hai.n hukmraan-e-bahr-o-bar
Barq Dehlvi
Nazm
baada-e-ishq se sarshaar guru-nanak the
abr-e-naisaa.n kaa KHavaas un kii nasiihat me.n thaa
lab-e-shiirii.n se guhar-baar guruu-naanak the
Shyam Sunder Lal Barq
Nazm
bulbul o parwana
ye nanhe nanhe paro.n kii ta.Dap ye betaabii
Hariif-e-shoKHi-e-barq-e-nazar nahii.n achchhii
Suroor Jahanabadi
Nazm
shair se KHitab
sho.ala-afshaanii-e-barq-e-naala-e-pur-soz se
aag jab daamaan-e-mahfil me.n lagaa sakte nahii.n
Sareer Kabiri
Nazm
nishan aur bhi hain
mubaarak tujhe barq-e-aatish-mizaajii
miraa dam hai to aashiyaa.n aur bhii hai.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
himala
abr ke haatho.n me.n rahvaar-e-havaa ke vaaste
taaziyaana de diyaa barq-e-sar-e-kohsaar ne
Allama Iqbal
Nazm
taswir ka dusra ruKH
hai nazar-afroz agarche jalva-e-barq-e-tapaa.n
KHirman-e-dahqaa.n se lekin puuchh us kii daastaa.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
b amman se KHitab
aa 'jamaal'-e-zaar ko bhii raazdaar-e-dil banaa
zindagii is kii bhii ik barq-e-dil-e-bismil banaa
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
hum aa rahe hain
hamaarii nazre.n hai.n barq-e-KHaatif
hamaare baazuu damakte KHanjar
Hasan Akhtar Jaleel
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
ziyaa-e-nau-bahaar hai ki barq-e-koh-e-tuur hai
har ik fazaa pe rang hai har ek samt nuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
husn
daamaan-e-nazar parda-e-mahmil hai saraapaa
ye jalvaa-e-be-taab hai yaa barq-e-sharar-KHez
Sahba lakhnavi
Nazm
waqt
madaar-e-arz par ik nuqta-e-sayyaal hai lamha
tilism-e-barq-e-larzaa.n yaa misaal-e-qatra-e-dariyaa
Naim Siddiqi
Nazm
nargis-e-mastana
ik barq-e-adaa KHirman-e-hastii pe giraa kar
nazro.n ko mirii tuur kaa afsaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
husn-e-pur-fan
daaman daaman aas kii kaliyaa.n
KHirman KHirman barq-e-tabassum