SEARCH RESULTS
Showing search results for "bartuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "bartuu.n"
Ghazal
aur kyaa is se ziyaada ko.ii narmii bartuu.n
dil ke zaKHmo.n ko chhu.aa hai tire gaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Nasira Zuberi
Ghazal
ik ek lafz ko bartuu.n gar ehtimaam se mai.n
maqaam apnaa banaa saktaa huu.n kalaam se mai.n
Babar Zuhrab
Ghazal
Mohammad Amir Aawan
Ghazal
phir bhar rahaa huu.n KHaama-e-mizhgaa.n ba-KHuun-e-dil
saaz-e-chaman taraazi-e-daamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
go zaraa sii baat par barso.n ke yaaraane ga.e
lekin itnaa to hu.aa kuchh log pahchaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
jaise ko.ii dar-e-dil par ho sitaada kab se
ek saaya na daruu.n hai na baruu.n hai yuu.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
tire ziyaa.n pe mai.n apnaa ziyaa.n na kar baiThuu.n
ki mujh muriid kaa murshid 'uvais-qarnii' hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
hai mere chaaro.n taraf bhii.D guu.nge bahro.n kii
kise KHatiib banaa.uu.n kise KHitaab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
sirf zaahir ho gayaa sarmaaya-e-zeb-o-safaa
kyaa ta.ajjub hai jo baatin baa-safaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham ne kaaTii hai.n tirii yaad me.n raate.n aksar
dil se guzrii hai.n sitaaro.n kii baraate.n aksar