SEARCH RESULTS
Showing search results for "bast"
Ghazal MATCHES FOR "bast"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aa.nkhe.n kushaad-o-bast se badnaam ho ga.ii.n
suuraj usii kaa KHvaab-e-sahar bhii usii kaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kahaa.n mai.n aur kahaa.n faizaan-e-naGma-o-aaha.ng
karishma sab dar-o-bast-e-navaa kaa lagtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dar-o-bast-e-chaman ko kyaa jaanuu.n
phuul huu.n baaGbaa.n nahii.n huu.n mai.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
KHalvat-saraa-e-yaar me.n pahu.nchegaa kyaa ko.ii
vo band-o-bast hai ki havaa kaa guzar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Hamida Shaheen
Ghazal
dil kii girah na vaa hu.ii dard-e-shab-e-visaal
guzrii tamaam bast-o-kushaad-e-naqaab me.n
Ismail Merathi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
vasl kii shab me.n kiyaa murG-e-sahar kaa band-o-bast
na.ara-e-allaahu-akbar kaa hai dha.Dkaa ek aur
Aagha Akbarabadi
Ghazal
mai.n jazb o bast kii manzil me.n qaid huu.n kab se
mire KHudaa tuu faraarii kaa raasta kar de
Khalid Ghani
Ghazal
nazar kii fat.h kabhii qalb kii shikast lage
mirii hayaat paraa.e kaa band-o-bast lage
Bekal Utsahi
Ghazal
ik haath kii jumbish me.n dar-o-bast hai varna
gardish vahii kuuza hai vahii chaak vahii hai
Saleem Kausar
Ghazal
lafzo.n ke dar-o-bast pe har-chand ho qaadir
shaa.er nahii.n jo saahab-e-ilhaam nahii.n hai