SEARCH RESULTS
Showing search results for "bast-o-kushaad-baazad"
Ghazal MATCHES FOR "bast-o-kushaad-baazad"
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
nizaam-e-bast-o-kushaad-e-maanii sa.nvaarte hai.n
ham apne shero.n me.n teraa paikar utaarte hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
dil kii girah na vaa hu.ii dard-e-shab-e-visaal
guzrii tamaam bast-o-kushaad-e-naqaab me.n
Ismail Merathi
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ham hai.n mata-e-kuucha-o-baazaar kii tarah
uThtii hai har nigaah KHariidaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
raunaq-e-kuucha-o-baazaar hai.n terii aa.nkhe.n
log saudaa hai.n KHariidaar hai.n terii aa.nkhe.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
jaanib-e-kuucha-o-baazaar na dekhaa jaa.e
Gaur se shahr kaa kirdaar na dekhaa jaa.e
Makhmoor Saeedi
Ghazal
aaj rusvaa hai.n to ham kuucha-o-baazaar bahut
yaa kabhii giit bhii gaate the sar-e-daar bahut
Qais Rampuri
Ghazal
aam hai kuucha-o-baazaar me.n sarkaar kii baat
ab sar-e-raah bhii hotii hai sar-e-daar kii baat
Ahmad Rahi
Ghazal
Dar saa lagtaa hai mujhe ab kuucha-o-baazaar se
tohmato.n kii bel lipTii hai mire kirdaar se
Khalid Khwaja
Ghazal
KHvaar-o-rusvaa na sar-e-kuucha-o-baazaar mile
hai yahii ishq kaa e.azaaz sar-e-daar mile
Makhmoor Saeedi
Ghazal
maal-o-mataa-e-kuucha-o-baazaar bik ga.e
ahd-e-havas me.n sab dar-o-diivaar bik ga.e
Sarfaraz Syed
Ghazal
is bastii-e-KHush-aab kii pur-kaif fazaa.e.n
kab sochne detii hai.n paristaan ke baare