SEARCH RESULTS
Showing search results for "bataanaa"
Ghazal MATCHES FOR "bataanaa"
Ghazal
dukh apnaa agar ham ko bataanaa nahii.n aataa
tum ko bhii to andaaza lagaanaa nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
vo jo hame.n aziiz hai kaisaa hai kaun hai
kyuu.n puuchhte ho ham ne bataanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
kahnaa Galat Galat to chhupaanaa sahii sahii
qaasid kahaa jo us ne bataanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
unhe.n kabhii na bataanaa mai.n un kii aa.nkho.n me.n
vo log phuul samajh kar mujhe masalte hai.n
Bashir Badr
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
hamaare haal pe ab chho.D de hame.n duniyaa
ye baar baar hame.n kyuu.n bataanaa pa.Dtaa hai
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
tumhe.n bas ye bataanaa chaahtaa huu.n
mai.n tum se kyaa chhupaanaa chaahtaa huu.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
KHushii ye hai ki mire ghar se phone aayaa hai
sitam ye hai ki mujhe KHairiyat bataanaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Ahmad Tariq
Ghazal
is kahaanii me.n kise kaun kahaa.n chho.D gayaa
yaad aa jaa.e to mujh ko bhii bataanaa mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
tum phir na aa sakoge bataanaa to thaa mujhe
tum duur jaa ke bas ga.e mai.n Dhuu.nDhtaa phiraa
Majeed Amjad
Ghazal
roz kahte ho mujhe aaj to ye hai vo hai
aaj duniyaa se ko.ii kar ke bahaana aanaa