SEARCH RESULTS
Showing search results for "bauno.n"
Ghazal MATCHES FOR "bauno.n"
Ghazal
aadho.n kii taraf se kabhii pauno.n kii taraf se
aavaaze kase jaate hai.n bauno.n kii taraf se
Adil Mansuri
Ghazal
jaa chhupe andhii guphaa me.n jo qad-aavar log the
aur bauno.n kii hu.ii hai hukmaraanii har taraf
Shabab Lalit
Ghazal
laaj bachaa le merii kaj-dastaarii kii
bauno.n kii bastii me.n qad uu.nchaa kar de
Ramz Azimabadi
Ghazal
mashvara bauno.n ko ye hai ki sadaa had me.n rahe.n
aur bhuule.n na ki hai.n kitne qad-aavar ham log
Kaukab Zaki
Ghazal
apnii kam-go.ii se qad-aavar to chhoTe ban ga.e
ba.Dh ga.ii laffaaz bauno.n kii ab uu.nchaa.ii bahut
Qazi Hasan Raza
Ghazal
Imam Azam
Ghazal
Suleman Khumar
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
ghiraa hu.aa huu.n mai.n bauno.n ke darmiyaa.n kab se
ki meraa chehra hai majruuh to zabaan bhii tang
M. K. Asar
Ghazal
Farooq Noor
Ghazal
dayaar-e-'aql me.n bauno.n kii bhii.D hai har-suu
KHudaa kare ki ko.ii mo'tabar nikal aa.e
Riaz Rahi
Ghazal
buto.n ko to.Dnaa sadiyo.n se jin kaa iimaa.n thaa
shi'aar ban gayaa un kaa mazaaq-e-dil-shikanii
Qutub Sarshar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dekhiye paate hai.n ushshaaq buto.n se kyaa faiz
ik barahman ne kahaa hai ki ye saal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
buto.n se tujh ko umiide.n KHudaa se naumiidii
mujhe bataa to sahii aur kaafirii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jannat me.n bhii 'momin' na milaa haa.e buto.n se
jaur-e-ajal-e-tafraqa-pardaaz to dekho