SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-gaana-e-hastii"
Ghazal MATCHES FOR "be-gaana-e-hastii"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
suurat-e-sabza-e-be-gaana chaman se guzre
ham musaafir kii tarah apne vatan se guzre
Hurmatul Ikaram
Ghazal
vo jo be-gaana-e-tahziib-o-tamaddun hai.n vo log
mahfilo.n ke adab-aadaab se naa-vaaqif hai.n
Ahmad Ashfaq
Ghazal
husn-e-be-gaana-e-ehsaas-e-jamaal achchhaa hai
Gunche khilte hai.n to bik jaate hai.n baazaaro.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
saarii duniyaa ho chukii be-gaana-e-hosh-o-KHirad
kam-se-kam 'saadiq' ko to hoshyaar rahne diijiye
Sadique Indori
Ghazal
Qamar usmani
Ghazal
aur ai chashm-e-tarab baada-e-gulfaam abhii
dil hai be-gaana-e-andesha-e-anjaam abhii
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
saliiqa aate aate aayaa hai nazro.n se piine kaa
'rishii' ab mai-kashii be-gaana-e-jaam-o-subuu hogii
Rishi Patialvi
Ghazal
pilaa ke zahr hii be-gaana-e-do-aalam ko
taras gayaa huu.n mai.n tho.Dii sii be-KHudii ke liye
Ain Salam
Ghazal
vaqt vo hai ki har ik qadr kaa mafhuum nayaa
aur be-gaana-e-haalaat tabii.at merii
Sultan Rashk
Ghazal
samajhte hai.n 'jaliis' ab aap to aalam ko begaana
magar ham aap ko be-gaana-e-aalam samajhte hai.n
Brahma Nand Jalees
Ghazal
Zubair Shifai
Ghazal
aise be-gaana-e-haalaat vo rahte hai.n 'rafii.a'
kuchh kiyaa ho na kahaa ho na sunaa ho jaise
Rafi Badayuni
Ghazal
nigaah-e-naaz ki be-gaana-e-mohabbat hai
sitam to ye hai ki be-gaana-vaar bhii to nahii.n
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
nigaah-e-shauq se Gaafil samajh na jalvo.n ko
sharaab kuchh bhii ho be-gaana-e-subuu to nahii.n