SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-gaana-e-hastii"
Nazm MATCHES FOR "be-gaana-e-hastii"
Nazm
dasht-e-wafa
go ba.Dii chiiz hai GamKHavaari-e-arbaab-e-vafaa
kitne be-gaana-e-aa.iin-e-vafaa hai.n ye log
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
jumud
tum se be-ra.ngii-e-hastii kaa gila karnaa thaa
dil pe ambaar hai KHuu.n-gashta tamannaa.o.n kaa
Akhtarul Iman
Nazm
wo kyun aaya
mataa-e-hastii-e-be-KHaanumaa.n kyaa hai
zamii.n kyaa hai zamaa.n kyaa hai
Shahid Malik
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
paTak ke jaam zamaane kii be-sabaatii par
nishaan-e-hastii-e-naa-paa.edaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
ek gharib laDki ka KHwab
bazm-e-hastii dhu.aa.n dhu.aa.n ho jaa.e
jo na ho jo ho be-gumaa.n ho jaa.e
Khaleequzzaman Nusrat
Nazm
tasma-e-pa
is ke pairo.n ke shikanje se nikal paa.uu.n mai.n
be-karaa.n arsa-e-hastii me.n bikhar jaa.uu.n mai.n
Aziz Tamannai
Nazm
sair-e-kashmir ka ek tassur
sab aks tire aks hai.n ai suurat-e-pinhaa.n
sab rang tire rang hai.n ai hasti-e-be-ra.ng
Jagan Nath Azad
Nazm
mazdur
apne ham-jinso.n kii be-mehrii se maayuus-o-maluul
safha-e-hastii par ik satr-e-Galat harf-e-fuzuul
Seemab Akbarabadi
Nazm
husn-e-amal
raaz-e-hastii ek din hogaa ai 'manshaa' be-naqaab
shart ye hai ham nigaah-e-baa-safaa paidaa kare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
mustaqbil
safha-e-hastii se miT jaa.egaa naam-e-zulm-o-jabr
ahl-e-istibdaad sab be-dast-o-paa jaa.e.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ganga
ai aab-ruud-e-ga.ngaa maujo.n me.n tere mil kar
mauj-e-saraab-e-hastii ho be-nishaa.n hamaarii