SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-kaso.n"
Ghazal MATCHES FOR "be-kaso.n"
Ghazal
ham be-kaso.n kii bazm me.n aa.egaa aur kaun
aa baiThtii hai gardish-e-dauraa.n kabhii kabhii
Qabil Ajmeri
Ghazal
buraa na maaniyo mai.n puuchhtaa huu.n ai zaalim
ki be-kaso.n ke sataa.e se kuchh bhalaa bhii hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
be-kaso.n ma.asuum kii mushkil-kushaa.ii kiijiye
chhuuTnaa chakkar se hai gar aasmaan-e-piir ke
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
juu.n jaanuu.n be-kaso.n ke ta.ii.n ab nibaah lo
ham sab taraf se haar tumhaare gale pa.De
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
amiir-e-shahr ko ham be-kaso.n se kyaa matlab
use to chaahiye bas apne eqtidaar kaa rang
Zafar Mahmood zafar
Ghazal
bahaa.o khul ke Gariibo.n kaa be-kaso.n kaa lahuu
nasiib se tumhe.n haasil zar-o-javaanii hai
Shahid Ghazi
Ghazal
zi-bas-ki karte rahe be-kaso.n pe tum bedaad
sadaa galii me.n tumhaarii dohaa.iyaa.n hii rahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shabana Nazeer
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
Farigh Bukhari
Ghazal
KHudaa daraaz kare umr-e-charKH-e-niilii ko
ye be-kaso.n ke mazaaro.n kaa shaamiyaana hu.aa