SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-lagaam"
Ghazal MATCHES FOR "be-lagaam"
Ghazal
ai rah-guzaar-e-silsila-e-ishq-e-be-lagaam
jaanaa kahaa.n hai tuu ne bataayaa nahii.n mujhe
Faizi
Ghazal
honii anhonii nahii.n hotii kabhii
honii hotii hai bahut hii be-lagaam
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
gho.Do.n kii be-lagaam chhalaa.ngo.n ko dekh kar
bachh.De kisii nakel ke dam par uchhal pa.De
Mayank Awasthi
Ghazal
buland hone lagaa hai sitaara-e-taqdiir
junuun-e-shauq me.n tadbiir be-lagaam hu.ii
Ashhar Nadeemi
Ghazal
samay kii tund-mizaajii na puuchh mujh se 'hasan'
ye be-lagaam har ik shahsavaar phe.nktaa hai
Ataul Hasan
Ghazal
dil saKHt kar ke chalnaa aaho.n ko thaam chalnaa
baar-e-garaa.n uThaanaa par be-lagaam chalnaa
Sushrut Pant Zarraa
Ghazal
mu.nh-phaT thaa be-lagaam thaa rusvaa thaa DhiiT thaa
jaisaa bhii thaa vo dosto mahfil kii jaan thaa
Adil Mansuri
Ghazal
suKHan kaa tausan-e-chaalaak be-lagaam nahii.n
hame.n hai paas-e-rivaayat so hai.n nakel me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
salaam jaan-o-maal ke muhaafizo.n salaam hai
darinda be-lagaam hai parinda zer-e-daam hai
Sarshar Hoshyarpuri
Ghazal
ye ko.ii baat hai ha.ns ha.ns ke tanz se zaalim
jo mu.nh me.n aa.e mujhe be-lagaam kah denaa
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
dasht-e-havas me.n dau.Dte phirne se kaam thaa
KHvaahish kaa asp-e-tez bhii kyaa be-lagaam thaa