SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-nazar"
Ghazal MATCHES FOR "be-nazar"
Ghazal
le gayaa hamraah apne vo makaa.n aur baam-o-dar
hai nazar sab kuchh magar ik be-makaanii de gayaa
Nazar Kanpuri
Ghazal
dil luuTne ke baa'd 'nazar' kah rahe hai.n vo
haa.n ham ne be-qaraar kiyaa kyaa buraa kiyaa
Nazar Barni
Ghazal
Nazar Barni
Ghazal
be-niyaaz-e-Gam-e-uqbaa jo 'nazar' tujh ko kare
aal-o-aulaad vo achchhii na vo maal achchhaa hai
Nazar Lakhnawi
Ghazal
anjaam-e-ishq dekh rahaa huu.n 'nazar' se aaj
mai.n be-KHudii me.n apne hii saa.e se Dar gayaa
Nazar Barni
Ghazal
faqiih-e-shahr se qat-e-nazar kabhii to 'nazar'
tuu mere ashk kii be-harf daastaa.n me.n utar
Arshad Nazar
Ghazal
kirdaar be-kashish hai numaa.ish kii dhuup me.n
'arshad' nazar me.n qiimtii poshaak ho ga.e
Arshad Nazar
Ghazal
kaTte rahe diivaaro.n ke saa.e se 'nazar' ham
is raahat-e-be-rang ke taalib bhii nahii.n the
Arshad Nazar
Ghazal
mai.n nazar se ek andaaz-e-nazar hotaa hu.aa
kaun hai din raat mujh me.n be-KHabar hotaa hu.aa
Prem Kumar Nazar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jin ko nahii.n thii daulat-e-ehsaas tak nasiib
takriim-e-be-nazar me.n vahii devtaa rahe
Iqbal Kaifi
Ghazal
vo hai be-nazar 'paashii' us ko kyaa KHabar 'paashii'
kitne dil sulagte hai.n ik diyaa bujhaane se
Kumar Pashi
Ghazal
is tarah khii.nchii hai mere gird diivaar-e-KHabar
saare dushman rauzano.n ko be-nazar us ne kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Deepak Qamar
Ghazal
kamaan chho.D ga.e be-naziir jitne the
lage hai.n Thiik nishaane pe tiir jitne the
Akmal Imaam
Ghazal
misaal apnii ba.Dii be-naziir rakhtaa huu.n
mai.n apne aap ko KHud kaa asiir rakhtaa huu.n
Mahmood Nashtari
Ghazal
'naziir' kah ki na kah be-naziir kitnaa huu.n
misaal de ki mai.n raushan-zamiir kitnaa huu.n