SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-sabab"
Ghazal MATCHES FOR "be-sabab"
Ghazal
aazurda ho gayaa vo KHariidaar be-sabab
dil bech kar hu.aa mai.n gunahgaar be-sabab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
be-sabab baat ba.Dhaane kii zaruurat kyaa hai
ham KHafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai
Shahid Kabir
Ghazal
be-sabab KHauf se dil meraa laraztaa kyuu.n hai
baat-be-baat yuu.nhii KHud se ulajhtaa kyuu.n hai
Asra Rizvi
Ghazal
be-sabab jii se guzarnaa nahii.n achchhaa hotaa
maut se pahle bhii marnaa nahii.n achchhaa hotaa
Sahar Premi
Ghazal
ye maikash be-sabab tanhaa kha.De hai.n
to phir ye jaam kyo.n saare bhare hai.n
Anil Sharma Tanha
Ghazal
be-sabab haath kaTaarii ko lagaanaa kyaa thaa
qatl-e-ushshaaq pe be.Daa ye uThaanaa kyaa thaa
Shah Naseer
Ghazal
sabab banaa.e kabhii be-sabab bichha.D jaa.e
use ye haq hai ki Dhaa.e Gazab bichha.D jaa.e
Basharat Gill
Ghazal
be-KHudaa hone ke Dar me.n be-sabab rotaa rahaa
dil ke chauthe aasmaa.n par kaun shab rotaa rahaa
Azra Parveen
Ghazal
be-sabab dil ko dukhaane kii zaruurat kyaa hai
chho.Dnaa hai to bahaane kii zaruurat kyaa hai
Jamal Hasanpuri
Ghazal
be-sabab ko.ii fariiza nahii.n achchhaa hotaa
jald-baazii kaa natiija nahii.n achchhaa hotaa
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
be-sabab ham se vo ho kar jo KHafaa baiThe hai.n
ham bhii dil un kii taraf se ab uThaa baiThe hai.n