SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-zaar"
Ghazal MATCHES FOR "be-zaar"
Ghazal
umr-e-abad se KHizr ko be-zaar dekh kar
KHush ho.n fusuun-e-nargis-e-biimaar dekh kar
Ravish Siddiqi
Ghazal
Naeem Najmi
Ghazal
bahut be-zaar hotii jaa rahii huu.n
mai.n KHud par baar hotii jaa rahii huu.n
Ambarin Salahuddin
Ghazal
shahr kaa shahr hai be-zaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
aur tanhaa.ii hai dushvaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
Khursheed Akbar
Ghazal
jaate hu.e khaate ho mirii jaan kii qasme.n
ab jaan se be-zaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
raanaa.i-e-kaunain se be-zaar hamii.n the
ham the tire jalvo.n ke talabgaar hamii.n the
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
be-zar kii be-zarii kaa mazaa ham se puuchhiye
kaisaa hai muflisii kaa mazaa ham se puuchhiye
Bahzad Fatami
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
kaun kahtaa hai ki haalaat se be-zaar hai.n ham
ai vatan tere liye barsar-e-paikaar hai.n ham
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
yaar ibtidaa-e-ishq se be-zaar hii rahaa
bedard dil ke dar piye aazaar hii rahaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
Waliul Haq
Ghazal
mujhe KHariid kiye tum ne kam nigaahii sii.n
kamiina banda-e-be-zar kaa aaj mol chukaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
KHuub-ruu kuchh bhii agar banda-navaazii farmaa.e.n
maaldaaro.n ko kare.n banda-e-be-zar apnaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ye kaun saa maqaam hai KHidmat kaa ai KHudaa
jaaruub-kash ye KHaana-e-be-zar me.n kaun hai
Mukhlis Musavviri
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
is vaaste tuu qadr mirii jaantaa nahii.n
haa.n in tire Gulaamo.n me.n be-zar KHariida huu.n