SEARCH RESULTS
Showing search results for "bedaaro.n"
Ghazal MATCHES FOR "bedaaro.n"
Ghazal
Yusuf Zafar
Ghazal
is tarah aataa huu.n baazaaro.n ke biich
jaise nii.nd aa jaa.e bedaaro.n ke biich
Farhat Ehsas
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
na.e parinde na.ii u.Daane.n na.ii sahar ke giit
bedaaro.n par raushan KHvaab utaare jaate hai.n
Faisal Azeem
Ghazal
be-daaro.n kii duniyaa kabhii luTtii nahii.n 'dauraa.n'
ik sham.a liye tum bhii yahaa.n jaagte rahnaa
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
KHvaab kii daulat chain se sone vaalo.n kii
taare ginnaa kaam hai ham bedaaro.n kaa
Sabir Waseem
Ghazal
panja kare.n KHurshiid se bedaaro.n kii palke.n
furqat kii shab aa jaa.e jo daamaan-e-sahar haath
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai bahaaro.n me.n chaman ko jalte
hai ko.ii KHvaab kii taabiir bataane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
be-dar-o-diivaar saa ik ghar banaayaa chaahiye
ko.ii ham-saaya na ho aur paasbaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
baiThe hai.n chain se kahii.n jaanaa to hai nahii.n
ham be-gharo.n kaa ko.ii Thikaanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
pe.D ko du.aa de kar kaT ga.ii bahaaro.n se
phuul itne ba.Dh aa.e khi.Dkiyaa.n nahii.n khultii.n
Parveen Shakir
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kitnii shiddat se bahaaro.n ko thaa ehsaas-e-ma.aal
phuul khil kar bhii rahaa zard KHizaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
bahaaro.n me.n bhii mai se parhez tauba
'KHumaar' aap kaafir hu.e jaa rahe hai.n