SEARCH RESULTS
Showing search results for "bekaso.n"
Ghazal MATCHES FOR "bekaso.n"
Ghazal
apne saamaan-e-ta.ayyush se agar fursat mile
bekaso.n kaa bhii kabhii tarz-e-ma.iishat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHudaa daraaz kare umr-e-charKH-e-niilii ko
ye be-kaso.n ke mazaaro.n kaa shaamiyaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham be-kaso.n kii bazm me.n aa.egaa aur kaun
aa baiThtii hai gardish-e-dauraa.n kabhii kabhii
Qabil Ajmeri
Ghazal
ham bekaso.n pe itnaa munaasib nahii.n hai zulm
chii.nTaa bhii kaaT letaa hai aksar dabaav par
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
kam se kam itnaa asar ho jo sune aa jaa.e nii.nd
bekaso.n kii maut kaa ho.nTho.n par afsaana rahe
Riyaz Khairabadi
Ghazal
tanhaa tumhii.n ho jin kii mohabbat kaa aasraa
un bekaso.n ke dil kii du.aa ho ga.e ho tum
Anwar Sabri
Ghazal
Kaleem Rahber
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
majbuuro.n bekaso.n kii yahaa.n fikr hai kise
be-maut kitne marte hai.n faaqa-kashii ke saath
Shahnaz Rahmat
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
tumhaare naam se hai bekaso.n kaa naam vaabasta
bulaa lete agar dar par to nisbat aur ho jaatii
Wasif Dehlvi
Ghazal
buraa na maaniyo mai.n puuchhtaa huu.n ai zaalim
ki be-kaso.n ke sataa.e se kuchh bhalaa bhii hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
ham Gariibo.n par jafaa achchhii nahii.n
bekaso.n kii bad-du.aa achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
be-kaso.n ma.asuum kii mushkil-kushaa.ii kiijiye
chhuuTnaa chakkar se hai gar aasmaan-e-piir ke