SEARCH RESULTS
Showing search results for "belan"
Ghazal MATCHES FOR "belan"
Ghazal
dil hai to dha.Dakne kaa bahaana ko.ii Dhuu.nDe
patthar kii tarah be-his o be-jaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
naavak-andaaz jidhar diida-e-jaanaa.n ho.nge
niim-bismil ka.ii ho.nge ka.ii be-jaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
chalte chalte ye galii be-jaan hotii jaa.egii
raat hotii jaa.egii sunsaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Ghazal
'KHaalid' mai.n baat baat pe kahtaa thaa jis ko jaan
vo shaKHs aaKHirash mujhe be-jaan kar gayaa
Khalid Sharif
Ghazal
ruuh phuu.nkegaa mohabbat kii mire paikar me.n vo
phir vo apne saamne be-jaan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
ye be-aavaaz banjar ban ke baasii ye udaasii
ye dahshat kaa safar jangal ye bela mai.n akelaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n ne anguur kii belo.n me.n tujhe chuum liyaa
kar diyaa aur izaafa tirii hairaanii me.n
Sarvat Husain
Ghazal
us jaa tirii nigaah mujhe le ga.ii jahaa.n
letii ho jaise saa.ns ye be-jaan kaa.enaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hai.n said-gah ke merii sayyaad kyaa na dha.Dke
kahte hai.n said jo hai be-jaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
haal-e-zabuun apnaa poshiida kuchh na thaa to
suntaa na thaa ki ye said be-jaan ho rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
phir se aa jaa.egii dekho tan-e-be-jaan me.n jaan
aap aavaaz to diije zaraa diivaane ko
Fana bulandshahri
Ghazal
bele.n diivaaro.n se lipaTnaa bhuul ga.ii.n
mausam apne phuul khilaanaa bhuul gayaa
Nazeer Qaisar
Ghazal
qalb o zamiir be-his o be-jaan ho ga.e
duniyaa KHuluus o dard se mahruum ho ga.ii