SEARCH RESULTS
Showing search results for "bha.Dkaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "bha.Dkaa.e.n"
Ghazal
bha.Dkaa.e.n mirii pyaas ko aksar tirii aa.nkhe.n
sahraa miraa chehraa hai samundar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
barsaat kii rut ke vo tarab-rez manaazir
siine me.n na ik aag sii bha.Dkaa.e.n to so.e.n
Habib Jalib
Ghazal
Shariq Kaifi
Ghazal
Seema Naqvi
Ghazal
Seema Naqvi
Ghazal
dikh rahaa hai shahr me.n tho.Daa saa amn
ek chingaarii kaho bha.Dkaa.e.n kyaa
Sanjay Shukla Talkh
Ghazal
ab aur kyaa kisii se maraasim ba.Dhaa.e.n ham
ye bhii bahut hai tujh ko agar bhuul jaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
jis tarah baadal kaa saaya pyaas bha.Dkaataa rahe
mai.n ne ye aalam bhii dekhaa hai tirii tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
agar sharar hai to bha.Dke jo phuul hai to khile
tarah tarah kii talab tere ra.ng-e-lab se hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aage qadam ba.Dhaa.e.n jinhe.n suujhtaa nahii.n
raushan charaaG-e-raah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
bha.Dkaa rahe hai.n aag lab-e-naGmagar se ham
KHaamosh kyaa rahe.nge zamaane ke Dar se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
hijaab iksiir hai aavaara-e-kuu-e-mohabbat ko
mirii aatish ko bha.Dkaatii hai terii der-paivandii
Allama Iqbal
Ghazal
gar mohabbat hai to vo mujh se phiregaa na kabhii
Gam nahii.n hai mujhe Gammaaz ko bha.Dkaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
ishq ke sho.ale ko bha.Dkaa.o ki kuchh raat kaTe
dil ke a.ngaare ko dahkaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
vo dushmano.n ke tanz ko Thukraa ke pii ga.e
mai.n dosto.n ke Gaiz ko bha.Dkaa ke pii gayaa