SEARCH RESULTS
Showing search results for "bha.e"
Ghazal MATCHES FOR "bha.e"
Ghazal
mai.n apne paa.nv tale rau.ndtaa huu.n saa.e ko
badan miraa hii sahii dopahar na bhaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
ummiid-e-dil-nashii.n sahii duniyaa hasii.n sahii
tere baGair kuchh bhii na bhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
sahme sahme se baiThe hai.n raagii aur fankaar
bhor bha.e ab in galiyo.n me.n kaun sunaa.e jog
Nasir Kazmi
Ghazal
mai.n ro.uu.n huu.n ronaa mujhe bhaa.e hai
kisii kaa bhalaa is me.n kyaa jaa.e hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
roz ik taaza chilam bhar ke mujhe de farhaad
aur phir qais mire paa.nv dabaa.e haa.e
Jawad Sheikh
Ghazal
kabhii bhor bha.e kabhii shaam pa.De kabhii raat ga.e
har aan badaltii rut kii havaa kuchh kahtii hai
Nasir Kazmi
Ghazal
merii parvaaz kisii ko nahii.n bhaatii to na bhaa.e
kyaa karuu.n zehn 'muzaffar' miraa jibriilii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
naakaam hasrato.n kii ruudaad muKHtasar hai
bhaa.e vo kaam jii ko jin ko muhaal dekh
Mohammad Aazam
Ghazal
rone de, ha.nsaa mujh ko na hamdam ki tujhe ab
kuchh aur hii bhaataa hai mujhe bhaa.e hai kuchh aur
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ye adab kaa hai maqaam ab rahne de ye mashvare
'aql laazim hai KHamoshii dil ko jab bhaa.e ko.ii
Priyamvada Ilhan
Ghazal
jin ko kabhii ik aa.nkh na ham bhaa.e the 'aKHtar'
ham ne un kii nafrat se bhii pyaar kiyaa thaa
Akhtar Shumar
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
Nasir Shahzad
Ghazal
Shabnam Shakeel
Ghazal
na bhaa.e log yahaa.n ke na shahr hii ye mujhe
magar mai.n KHud se hii kaise faraar ho jaa.uu.n
Gautam Rajrishi
Ghazal
justujuu vaale tumhaarii raah me.n mar miT ga.e
ek muddat se tumhe.n pardes hai.n bhaa.e hu.e