SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhajan"
Ghazal MATCHES FOR "bhajan"
Ghazal
shaiKH-saahib barhaman se laakh barte.n dostii
be-bhajan gaa.e to mandir se Tikaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
na kisii giit se raGbat na shaGaf naGmo.n se
sirf miiraa ke bhajan suntaa hai kaanhaa dil kaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
kavve malhaar gaa.e.n ki ulluu bhajan sunaa.e.n
jab gulistaa.n me.n shor-e-anaadil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
dil ke mandir me.n hai.n do ek pujaarii aise
jo na puujaa na ibaadat na bhajan jaante hai.n
Faiz Khalilabadi
Ghazal
diijiye tahziib ko taaza havaa varna habiib
'miir' ke ash.aar 'miiraa' kaa bhajan mar jaa.egaa
Sardar Panchhi
Ghazal
bulbul ke ye naGme ki havaa.o.n kii ye sarsar
karte hai.n bhajan teraa ki aavaaz-e-azaa.n hai
Amritanshu Sharma
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
ye bhajan gaane me.n hii mast kiye band aa.nkhe.n
aur ghar lauT ke mehmaan liye jaate hai.n
Sardar Panchhi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
allah kii qasam ham hai.n mohabbat ke pujaarii
sajde bhii hamaare hai.n hamaaraa hii bhajan hai
Arshad Rasool Badayuni
Ghazal
is se kyaa farq pa.De tarz-e-navaa-sanjii par
hamd us kii hai labo.n par ki bhajan us kaa hai