SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhe.diye"
Ghazal MATCHES FOR "bhe.diye"
Ghazal
vahii sifaat-o-KHasaa.il hai.n aur vahii lahje
ye log pahle kabhii bhe.Diye rahe ho.nge
Fariha Naqvi
Ghazal
jo aa.nkho.n kii 'fikrii' ha.nsii chhiin le.n
vo kis tiira jangal ke hai.n bhe.Diye
Parkash Fikri
Ghazal
Pratap Somvanshi
Ghazal
ja.ngalo.n me.n bhe.Diye ko bhe.Diyaa khaataa nahii.n
aadmii ko aadmii khaataa hai tere shahr me.n
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Kaleem Qaisar Balrampuri
Ghazal
dandanaate phir rahe hai.n zaafraanii bhe.Diye
ghar ke andar ghus ke bachcho.n ko uThaa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
sunii hai jab se ham ne bhe.Diyaa aayaa kahaanii
yaqii.n insaan par kam hai ziyaada bhe.Diye par
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
bah rahaa hai itnaa KHuu.n shahr me.n ki lagtaa hai
jangalo.n me.n ab shaayad bhe.Diye nahii.n hote
Mirza Naseer Khalid
Ghazal
rahe.nge bhe.Diye bhe.Do.n kii khaal me.n kab tak
jhalak pa.Degii haqiiqat naqaab kyaa jaane
Bartar Madrasi
Ghazal
'ishrat' bashar kii shakl me.n KHuu.nKHaar bhe.Diye
sadiyo.n se le rahe hai.n janam dekhte nahii.n
Ishrat Dholpur
Ghazal
KHabiis bhe.Diye shahro.n me.n dandanaate the
aur un kii khaal pe lafz-e-bashar likhaa hu.aa thaa