SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhes"
Ghazal MATCHES FOR "bhes"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hazaaro.n bhes me.n phirte hai.n raam aur rahiim
ko.ii zaruurii nahii.n hai bhalaa bhalaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
husn hai zaat mirii ishq sifat hai merii
huu.n to mai.n sham.a magar bhes hai parvaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
us se milnaa hai to phir saada-mizaajii se milo
aa.ine bhes badal kar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Ghazal
KHud-biin-o-KHud-shanaas milaa KHud-numaa milaa
insaa.n ke bhes me.n mujhe aksar KHudaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Garaz is se nahii.n vo kaun hai kis bhes me.n hai
mai.n kahaa.n par huu.n mujhe meraa pataa de ko.ii
Nazeer Qaisar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Gazal ke bhes me.n aa.ii hai aaj mahram-e-dard
suKHan kii o.Dhe hu.e hai ridaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
mahmil-nashii.n jab aap the lailaa ke bhes me.n
majnuu.n ke bhes me.n ko.ii KHaana-KHaraab thaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
bas ek vaqt kaa KHanjar mirii talaash me.n hai
jo roz bhes badal kar mirii talaash me.n hai
Krishn Bihari Noor
Ghazal
jallaad se Darte hai.n na vaa.iz se jhaga.Dte
ham samjhe hu.e hai.n use jis bhes me.n jo aa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
aql ayyaar hai sau bhes banaa letii hai
ishq bechaara na mullaa hai na zaahid na hakiim
Allama Iqbal
Ghazal
Gilaaf-e-gul me.n kabhii chaandnii ke parde me.n
sunaa hai bhes badal kar bhii vo nikaltaa hai
Manzoor Hashmi
Ghazal
ishq phir ishq hai jis ruup me.n jis bhes me.n ho
ishrat-e-vasl bane yaa Gam-e-hijraa.n ho jaa.e