SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhes"
Nazm MATCHES FOR "bhes"
Nazm
aurat
farz kaa bhes badaltii hai qazaa tere liye
qahr hai terii har ik narm adaa tere liye
Kaifi Azmi
Nazm
namaz
badal ke bhes phir aate hai.n har zamaane me.n
agarche piir hai aadam javaa.n hai.n laat-o-manaat
Allama Iqbal
Nazm
kal humne sapna dekha hai
is des phire.n us des phire.n
jogii kaa banaa kar bhes phire.n
Ibn e Insha
Nazm
falastini bachche ke liye lori
tuu muskaa.egaa to shaayad
saare ik din bhes badal kar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHatun-e-mashriq
phir rahii hai.n yaa tirii nazro.n ke aage pur-fazaa
aurato.n ke bhes me.n shaitaan kii sartaabiyaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
wo mar chuka hai
nagar kii sab la.Dkiyaa.n pukaare.n
badal ke vo bhes baadalo.n kaa
Sarmad Sahbai
Nazm
dilli teri chhanw…
mai.n kaun huu.n maa.n tirii jaa.ii huu.n
par bhes na.e se aa.ii huu.n
Fahmida Riaz
Nazm
teri yaad
aql ayyaar hai sau bhes banaa letii hai
yaad kaa aaj bhii andaaz vahii hai ki jo thaa
Jagan Nath Azad
Nazm
salgirah
azhdahaa taKHt nigalne ko chalaa aataa hai
maut kis bhes me.n aa.ii hai mujhe lene ko
Akhtar Payami
Nazm
din guzarta nazar nahin aata
ek tanhaa.ii jo maut kii tarah KHaamosh
har na.ii shaam nayaa bhes badal aatii hai
Meena Kumari Naz
Nazm
sham ko raste par
aur har baar na.e bhes me.n dar aataa hai
us ko ik shaKHs samajhnaa to munaasib hii nahii.n