SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhi.Daa"
Ghazal MATCHES FOR "bhi.Daa"
Ghazal
mai.n kahaa.n aur KHayaal-e-bosa kahaa.n
mu.nh se mu.nh yuu.n bhi.Daa diyaa kin ne
Khwaja Meer Dard
Ghazal
dekh rahte hai.n vo aa.iina-e-zaanuu us kaa
par kisii shakl se zaanuu ko bhi.Daa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
jaa hii bhi.Daa tujh saf-e-mizhgaa.n se yaar
dil to miraa zor-e-jigar kar gayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
jo sair dekhnii manzuur hai tumhe.n 'beKHud'
bhi.Daa do hazrat-e-zaahid se mai pilaa ke mujhe
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ho.nT se ho.nT bhi.Daa detaa hai anjaane hii
haadisa rakhtaa hai bosa nahii.n hone detaa
Sharafat Sameer
Ghazal
safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalo
sabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
phir kho na jaa.e.n ham kahii.n duniyaa kii bhii.D me.n
miltii hai paas aane kii mohlat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ai mai-farosh bhii.D hai terii dukaan par
gaahak hai.n ham bhii maal dikhaanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
jaan.ne vaalo.n kii is bhii.D se kyaa hogaa 'vasiim'
is me.n ye dekhiye ko.ii mujhe pahchaanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
mujhe is bhii.D me.n lagtaa hai aisaa
ki mai.n KHud se bichha.D ke rah gayaa huu.n
Rasa Chughtai
Ghazal
bhii.D ne yuu.nhii rahbar maan liyaa hai varna
apne alaava kis ko ghar pahu.nchaayaa ham ne
Shariq Kaifi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
hai mere chaaro.n taraf bhii.D guu.nge bahro.n kii
kise KHatiib banaa.uu.n kise KHitaab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
tanhaa ho to ghabraayaa saa lagtaa hai
bhii.D me.n us ko dekh ke achchhaa lagtaa hai