SEARCH RESULTS
Showing search results for "big-bang"
Ghazal MATCHES FOR "big-bang"
Ghazal
viiraane baaG baaG hai.n merii nigaah se
zarraat shab-e-charaaG hai.n merii nigaah se
Niyaz Haidar
Ghazal
KHema-e-gul baaG me.n barpaa hai ai 'daa.uud' aaj
tan rahii hai dekh kyaa aavaaz-e-bulbul kii tanaab
Mirza Daood Beg
Ghazal
mujh saath sair-e-baaG kuu.n ai nau-bahaar chal
bulbul hai intizaar me.n ai gul-izaar chal
Mirza Daood Beg
Ghazal
kyaa karuu.n sayyaad tujh ko baaG baaG
ab qafas me.n huu.n taraana aur hai
Mohammad Mirza Wasif Rudaulvi
Ghazal
baaG-e-aalam me.n nahii.n dast-e-karam ko hai zavaal
shaaKH ye vo hai jo taa-hashr harii rahtii hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
bulbul hai.n tere ham bhii baaG-e-jahaa.n ke andar
o gul se gaal vaale sumbul se baal vaale
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
bazm me.n jaa milii rafiiqo.n ko
kaa.nTe bo.e hai.n baaG me.n bis ke
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
tere sukuut ne ise viiraan kar diyaa
dil baaG baaG thaa to tirii guftuguu se thaa
Raghib Muradabadi
Ghazal
giraa diyaa tirii ta.amiir ne miraa sab kuchh
na gaa.nv gaa.nv rahaa aur na baaG baaG mire
Ali Shiran
Ghazal
kohraam saa hai siine ke andar machaa hu.aa
KHushiyo.n se baaG baaG ye chehra dikhaa.ii de
Salahuddin Nadeem
Ghazal
ye aur baat baaG baaG kar ga.ii.n tabii.ate.n
zaraa qariib se ha.nsii ko dekhnaa to chaahiye
Jafar Shirazi
Ghazal
dil baaG-baaG chand hii ayyaam rah sakaa
tark-e-ta'alluqaat se dil barso.n shaq rahaa
Faisal Qadri Gunnauri
Ghazal
naGma-saraa ho 'muhsinaa' taaki vo baaG baaG baaG
sausan-e-sad-zabaan ho gul kii tarah tamaam gosh
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
mausam yahii to piine-pilaane kaa hai jaliil
mai-KHvaar baaG baaG hai.n aamad ghaTaa kii hai