SEARCH RESULTS
Showing search results for "biimaaro.n"
Ghazal MATCHES FOR "biimaaro.n"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
dono.n hii kinaaro.n pe thii biimaaro.n kii majlis
is paar the miiThe ke to us paar namak ke
Varun Anand
Ghazal
ashk bhar laa.e kisii ne jo tiraa naam liyaa
aur kyaa hijr me.n hotaa tire biimaaro.n se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mujh ko is dard kii tho.Dii sii kasak hai darkaar
jo davaa ban ke baTaa hai tire biimaaro.n me.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
ham ko be-kaar liye phirte ho baazaaro.n me.n
ham na yuusuf hai.n na yuusuf ke KHariidaaro.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
mar ga.e lekin na dekhaa tuu ne uudhar aa.nkh uThaa
aah kyaa kyaa log zaalim tere biimaaro.n me.n the
Meer Taqi Meer
Ghazal
biimaaro.n ko yuu.n hii tasallii dii jaatii hai
un se kisii biimaar kii baate.n karte rahiye
Shariq Kaifi
Ghazal
kaam diivaano.n ko shahro.n se na baazaaro.n se
mast hai.n aalam-e-iijaad ke nazzaaro.n se
Yagana Changezi
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
Prabudha Saurabh
Ghazal
ain altaaf hai maz.hab me.n hasiino.n ke sitam
bad-shuguunii hai unhe.n puuchhnaa biimaaro.n ko
Tanvir Dehlvi
Ghazal
tandurusto.n me.n na biimaaro.n ke biich
ishq ke huu.n mai.n dil-afgaaro.n ke biich
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Yusuf Zafar
Ghazal
sair karte use dekhaa hai jo baazaaro.n me.n
mashvare hote hai.n yuusuf ke KHariidaaro.n me.n
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
log la.Dte rahe naam aa.e talab-gaaro.n me.n
ham ki chup-chaap kha.De the tire biimaaro.n me.n
Naeem Zarrar Ahmad
Ghazal
is tarah aataa huu.n baazaaro.n ke biich
jaise nii.nd aa jaa.e bedaaro.n ke biich