SEARCH RESULTS
Showing search results for "biktii"
Ghazal MATCHES FOR "biktii"
Ghazal
merii duukaan kii chiize.n nahii.n biktii 'nazmii'
itnii tafsiil KHariidaar ko de detaa huu.n
Akhtar Nazmi
Ghazal
Hastimal Hasti
Ghazal
biktii hai ab kitaab bhii cassette ke rate pe
kaise banegaa 'Gaalib' o 'iqbaal' kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
'jauhar' kahii.n biktii hii nahii.n jins-e-mohabbat
kyaa qaht vafaa kaa sar-e-baazaar pa.Daa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
shahr-e-suKHan kaa tarz-e-tijaarat 'ajiib hai
bikte hai.n fikr-o-fan bhii to miTTii ke bhaav par
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
sard-mehrii kaa tirii saaqii natiija ye hu.aa
aag ke molo.n jo biktii thii vo mai paanii hu.ii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
qur.aan kholne key zaruurat nahii.n rahii
biktii hai sub.h-o-shaam tilaavat KHariidiye
Hafeez Momin
Ghazal
Nasir Nizami
Ghazal
vo jins-e-giraa.n jis ko vafaa kahtii hai duniyaa
baazaar me.n biktii hai to laa kyo.n nahii.n dete
Hamid Lateef
Ghazal
hurmate.n san.at-e-aahan kii tarah biktii hai.n
jis ko dekho vo KHariidaar banaa baiThaa hai
Hasan Abbas Raza
Ghazal
aaj-kal shikva-e-naapaid hai jis Gairat kaa
KHuub biktii hai mire shahr ke baazaaro.n me.n
Naeem Zarrar Ahmad
Ghazal
niilii chamaktii dhuup to biktii nahii.n kahii.n
ham kis ke haath bech de.n lafz-o-bayaa.n janaab
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
auqaat mujarrad kii kis tarah basar hove
ja.ngal hai ye biktii hai yaa.n naan nahaarii kyaa