SEARCH RESULTS
Showing search results for "bistare"
Ghazal MATCHES FOR "bistare"
Ghazal
mai.n bistar-e-KHayaal pe leTaa huu.n us ke paas
sub.h-e-azal se ko.ii taqaazaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Azhar Iqbal
Ghazal
saKHt bedard hai taasiir-e-mohabbat ki unhe.n
bistar-e-naaz pe sote se jagaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
be-KHudii bistar-e-tamhiid-e-faraaGat ho jo
pur hai saa.e kii tarah meraa shabistaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii ye hai ki jis ret pe jalte the qadam
ab vahii bistar-e-aaraam hu.ii jaatii hai
Jameel Mazhari
Ghazal
ham ko ik shaKHs dukhii kartaa hai aise jaise
bistar-e-marg pe biimaar dukhii kartaa hai
Mirza Raahil
Ghazal
bistar-e-mashriq se suuraj ne uThaayaa apnaa sar
kis ne ye mahfil me.n zikr-e-husn-e-yaktaa kar diyaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
zamii.n agarche bistar-e-gul-o-saman bhii hai magar
kisii ko hai yahii lahad nazar nazar kii baat hai
Akbar Hyderabadi
Ghazal
aasmaa.n ik bistar-e-sanjaab lagtaa hai mujhe
aur ye qaus-e-quzah jaise ko.ii mehraab hai
Qamar Jameel
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
bistar-e-marg pe maa.n thii to na the saamne tum
bahut hii mah.ngaa pa.Daa hai chale jaanaa tum ko
Maaham Shah
Ghazal
jab se dekhaa hai 'zafar' KHvaab-e-shabistaan-e-KHayaal
bistar-e-KHaak pe sonaa hu.aa dushvaar mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
sochtaa huu.n ki tasavvur ko sameTuu.n kaise
bistar-e-KHvaab pe bhii aa.nkh khulii rah ga.ii hai
Zia Faooqui
Ghazal
mai.n simaT kar leTtaa huu.n bistar-e-idraak par
paa.nv phailaa.uu.n to andesha mujhe chaadar kaa hai
Saleem Ahmed
Ghazal
shabnam gulaab-paashii Gunche kii jald uThaa laa
gul bistar-e-Gashii par sab be-KHabar pa.De hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bistar-e-Gam se uThaa kar ye biThaataa hai hame.n
ko.ii juz dard-e-jigar aur mu.aavin hii nahii.n
Jalal Lakhnavi
Ghazal
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
kyuu.n pa.Daa dam to.Dtaa hai bistar-e-Gam par dilaa
aah kis be-dard ke milne me.n to.Daa pa.D gayaa