SEARCH RESULTS
Showing search results for "bistare"
Nazm MATCHES FOR "bistare"
Nazm
etiraf
shahryaaro.n se raqaabat kaa junuu.n taarii thaa
bistar-e-maKHmal-o-sanjaab thii duniyaa merii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek laDka
mujhe iqraar hai us ne zamii.n ko aise phailaayaa
ki jaise bistar-e-kam-KHvaab ho diibaa-o-maKHmal ho
Akhtarul Iman
Nazm
hasan kuza-gar (2)
sar-e-baazaar dariiche me.n sar-e-bistar-e-san.jaab kabhii
tuu mere saamne aa.iina rahii
Noon Meem Rashid
Nazm
tin aawazen
bistar-e-KHvaab se kyaa chaahte ho
saarii aa.nkho.n ko tah-e-teG kiyaa hai mai.n ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
paigham eid
phir zamii.n ban ga.ii Gairat-dah-e-gulzaar-e-na.iim
KHaak hai taKHta-e-gul bistar-e-sanjaab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
aurat
dast-e-qudrat ne TaTolii nabz us kii baar baar
bistar-e-nik.hat pe ye putlii jo mahv-e-KHvaab thii
Shaad Aarfi
Nazm
ek nazm
ai kisii bistar-e-kam-KHvaab kii be-ra.ng shikan
apnaa rau.ndaa hu.aa kirdaar chhupaa le mujh se
Qateel Shifai
Nazm
shaer-e-darmanda
zindagii tere liye bistar-e-sanjaab-o-samuur
aur mere liye afra.ng kii daryuuza-garii
Noon Meem Rashid
Nazm
dilli ki ek sham
mujh se dobaaraa na kahe
jaag kar bhii na uThe bistar-e-duniyaa se kyo.n
Akash Arsh
Nazm
qila-e-akbarabad
vo jaam-e-bilorii.n hai.n na vo gauhar-e-naayaab
vo chilmane.n zar-taar na vo bistar-e-kam-KHvaab
Ismail Merathi
Nazm
nazrana-e-KHulus
bistar-e-maKHmal-o-sanjaab bhii yaad aataa hai
Gam-o-aalaam kaa zahraab bhii yaad aataa hai
Saghar Mehdi
Nazm
bedar hona chahiye
bistar-e-raahat se uTh kar ab vatan ke vaaste
har musiibat se hame.n do-chaar honaa chaahiye