SEARCH RESULTS
Showing search results for "bizzaat"
Ghazal MATCHES FOR "bizzaat"
Ghazal
bizzaat hai jahaa.n me.n vo maujuud har jagah
hai diid chashm-e-dil ke khule ain zaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
terii sifaat se na rahaa kaam kuchh mujhe
bas terii sirf dostii bizzaat rah ga.ii
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
rahmat ne luuT luuT liyaa mujh ko hashr me.n
pahu.nchaa jo mai.n bizaa.at-e-isyaa.n liye hu.e
Amjad Najmi
Ghazal
kam-bizaa.at se KHayaal-e-KHaam hai kasrat ko faiz
iktifaa kartaa nahii.n lashkar ko paanii chaah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nau Bahar Sabir
Ghazal
saarii daulat hai yahii merii bizaa.at hai yahii
bas tirii yaad hai mai.n huu.n mirii tanhaa.ii hai
Mehdi Baqar Khan Meraj
Ghazal
bizaa.at kyaa rahegii masraf-e-naqd-o-nazar ho kar
Ganiimat hai jo ko.ii aib rah jaa.e hunar ho kar
Najm Aafandi
Ghazal
Zafar Mehdi
Ghazal
zardaar se duniyaa kii bizaa.at nahii.n miltii
ganjiina-e-KHurshiid se daulat nahii.n miltii
Nawab Nazeer Al-Daula
Ghazal
naqd-e-dil thaa jo bizaa.at me.n mirii
ishq me.n us ko bhii kho-khaa baiThaa
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Nau Bahar Sabir
Ghazal
jab se junuu.n ko qaa.im-bizzaat kar liyaa hai
duniyaa se apne dil ko muhtaat kar liyaa hai
Akash Arsh
Ghazal
hamaarii be-bizaa’at be-zabaanii dekh lenaa
agar ko.ii samundar jaavedaanii dekhnaa ho
Iqtidar Javed
Ghazal
ham se bhii is bisaat pe kam ho.nge bad-qimaar
jo chaal ham chale so nihaayat burii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ai taaza vaardaan-e-bisaat-e-havaa-e-dil
zinhaar agar tumhe.n havas-e-naa.e-o-nosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
fazaa-e-shauq me.n us kii bisaat hii kyaa thii
parind apne paro.n kaa nishaana ho gayaa hai