SEARCH RESULTS
Showing search results for "bol"
Ghazal MATCHES FOR "bol"
Ghazal
jis kii saa.nso.n se mahakte the dar-o-baam tire
ai makaa.n bol kahaa.n ab vo makii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kaise ho saktaa hai jo kuchh bhii mai.n chaahuu.n
bol naa mere yaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
itnaa sach bol ki ho.nTo.n kaa tabassum na bujhe
raushnii KHatm na kar aage a.ndheraa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
KHud ko patthar saa banaa rakkhaa hai kuchh logo.n ne
bol sakte hai.n magar baat hii kab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
ab shauq se ki jaa.n se guzar jaanaa chaahiye
bol ai havaa-e-shahr kidhar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Ghazal
jab lahuu bol pa.De us ke gavaaho.n ke KHilaaf
qaazi-e-shahr kuchh is baab me.n irshaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
mujh ko maaluum hai sach zahr lage hai sab ko
bol saktaa huu.n magar ho.nT siye baiThaa huu.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ik dhoke me.n duniyaa ne mirii raa.e talab kii
kahte the ki patthar huu.n magar bol pa.Daa mai.n
Abbas Tabish
Ghazal
tum se kabhii jo bol na paayaa mai.n ek baat
ban kar KHalish vo aaj bhii mere jigar me.n hai