SEARCH RESULTS
Showing search results for "brazier"
Ghazal MATCHES FOR "brazier"
Ghazal
KHaak-baazi-e-ummiid kaar-KHaana-e-tiflii
yaas ko do-aalam se lab-ba-KHanda vaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
teraa 'aashiq na ho aasuuda ba-zer-e-tuubaa
KHuld me.n bhii tire kuuche kii havaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
na hai sitaare kii gardish na baazi-e-aflaak
KHudii kii maut hai teraa zavaal-e-nemat-o-jaah
Allama Iqbal
Ghazal
ye miraa tajraba hai husn ko.ii chaal chale
baazi-e-ishq kabhii maat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
yaaraan-e-be-bisaat ki har baazii-e-hayaat
khele baGair haar ga.e maat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
luuTuu.n maze jo baazii-e-shatranj jiit luu.n
is khel me.n to vaa'da hai bos-e-kanaar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ishq-baazii baazii-e-shatra.nj hai
chaal naadaa.n rah gayaa daana chalaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
ruke na daur ki ab tak ba-zer-e-charKH-e-kabuud
riyaa halaal hai sahbaa haraam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
Osama Zakir
Ghazal
shobada-baazi-e-aa.iina-e-ehsaas na puuchh
hairat-e-chashm vahii shoKH qabaa hai kab se
Amjad Islam Amjad
Ghazal
dil nahii.n haarte yuu.n baazii-e-ulfat me.n 'hafiiz'
khel aaGaaz hu.aa kartaa hai sar se pahle
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jiit kar baazii-e-ulfat ko bhii haaraa jaa.e
is tarah husn ko shiishe me.n utaaraa jaa.e
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
un ko apnaane kii sab koshishe.n naakaam hu.ii.n
baazii-e-ishq me.n ab apne ko haaraa likkhuu.n
Mohammad Faizullah Faiz
Ghazal
rah-rav-e-shauq hii kyaa jo sar-e-manzil na luTaa
baazii-e-ishq me.n aataa hai mazaa maat ke baad