SEARCH RESULTS
Showing search results for "break"
Ghazal MATCHES FOR "break"
Ghazal
ye kah ke us ne semester break kar Daalaa
sunaa thaa aap ko likhnaa likhaanaa aataa hai
Idris Babar
Ghazal
ho na samaaj biich me.n ishq ho yuu.n speed me.n
laarii chale break-bin gho.Daa lagaam ke baGair
Sarfaraz Shahid
Ghazal
break-up kaa Gam to thaa hii mujhe ab ye Gam bhii hai
break-up ke baa'd lagne lagii hai vabaal tuu
Gaurav Trivedi
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
dhuup uThaataa huu.n ki ab sar pe ko.ii baar nahii.n
beach diivaar hai aur saaya-e-diivaar nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
ham ek shahr me.n jab saa.ns le rahe ho.nge
hamaare beach zamaano.n ke faasle ho.nge
Fariha Naqvi
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
kuchh to hamaare beach kabhii duuriyaa.n bhii ho.n
ta.ng aa ga.e hai.n roz kii nazdiikiyo.n se ham
Aalok Shrivastav
Ghazal
mere aur us ke beach shab-e-aaKHirii.n kaa daaG
ik aaKHirii charaaG hai jal kyuu.n nahii.n rahaa
Shaheen Abbas
Ghazal
bhaa.ii se bhaa.ii ke kuchh taqaaze bhii hai.n
sahn ke beach kii diivaar apnii jagah
Nawaz Deobandi
Ghazal
majbuur ham the aur vo muKHtaar thaa magar
dono.n ke beach dast du.aa kaa savaal thaa
Abbas Dana
Ghazal
rone se hayaa sham.a kii zaahir ho to kyuu.n kar
uryaa.n hai magar beach me.n mahfil ke kha.Dii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ham chaahte hai.n mel vajuud-o-adam me.n ho
mumkin to hai jo beach me.n un kii kamar pa.De