SEARCH RESULTS
Showing search results for "bulaataa"
Ghazal MATCHES FOR "bulaataa"
Ghazal
mai.n bulaataa to huu.n us ko magar ai jazba-e-dil
us pe ban jaa.e kuchh aisii ki bin aa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
raat kaa vaqt hai suuraj hai miraa raah-numaa
der se duur se ye kaun bulaataa hai mujhe
Shahryar
Ghazal
jab apne ghar pe bulaataa huu.n mai.n kabhii un ko
unhe.n zaruur ko.ii KHaas kaam hotaa hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
mai.n jahaa.n tum ko bulaataa huu.n vahaa.n tak aa.o
merii nazro.n se guzar kar dil-o-jaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Aashufta Changezi
Ghazal
Noor Jahan Sarwat
Ghazal
vo bulaataa hai jise pyaar se apnii jaanib
mai.n to paagal huu.n samajhdaar chale aate hai.n
Yasir Khan Inam
Ghazal
ye bhii dekho ki kahaa.n kaun bulaataa hai tumhe.n
mahzar-e-shauq pa.Dho mahzar-e-sarkaar pe KHaak
Irfan Siddiqi
Ghazal
kabhii safar kabhii raKHt-e-safar ga.nvaataa hai
phir is ke baad ko.ii raasta banaataa hai
Saleem Kausar
Ghazal
chaa.nd qadmo.n pe pa.Daa mujh ko bulaataa hii rahaa
mai.n hii KHud baam se apne na utar kar aayaa
Kaifi Wijdani
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
vo apnaa aks bhuul ke jaane lagaa to mai.n
aavaaz de ke us ko bulaataa hii rah gayaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
be-takalluf miraa haijaan banaataa hai mujhe
saamne tere kahaa.n bolnaa aataa hai mujhe