SEARCH RESULTS
Showing search results for "bulb"
Ghazal MATCHES FOR "bulb"
Ghazal
kisii badan me.n ka.ii bulb ho ga.e raushan
ba.Dii ajiib sii bijlii thii mere haatho.n me.n
Tanveer Ghazi
Ghazal
bujhaa hii rahne do ye bulb room band rakho
ghanaa a.ndheraa mujhe dilrubaa saa lagtaa hai
Tariq Shaheen
Ghazal
tamaam dost to aa.e the vaapsii ke liye
mai.n aur bulb hai.n aaKHir me.n raushnii ke liye
Amulya Mishra
Ghazal
ek ummiid kii khi.Dkii sii khulii rahtii hai
apne kamre kaa ko.ii bulb bujhaayaa na kare
Mansoor Aafaque
Ghazal
Zaheer Siddiqui
Ghazal
jab bhii mai.n sochtaa huu.n raat nahii.n jaane kii
duur us ghar me.n ko.ii bulb saa jal jaataa hai
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
TimTimaa kar kuchh sitaare yuu.n pukaare baat sun
jaantaa hai kitne taare bulb se khaa.e ga.e
Aun Abbas Aun
Ghazal
ye bulb ye charaaG mire kaam ke nahii.n
kamre me.n muskuraa ke ujaalaa kare ko.ii
Chand Kakralvi
Ghazal
duusre ke tajrabe par Te.Dhii buniyaade.n na rakh
bulb ko apnii hathelii se pichak kar tuu bhii dekh
Ateequllah
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n samundar bhii huu.n motii bhii huu.n Gota-zan bhii
ko.ii bhii naam miraa le ke bulaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
hazaar to.D ke aa jaa.uu.n us se rishta 'vasiim'
mai.n jaantaa huu.n vo jab chaahegaa bulaa legaa