SEARCH RESULTS
Showing search results for "bulvaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "bulvaa.ii"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n samundar bhii huu.n motii bhii huu.n Gota-zan bhii
ko.ii bhii naam miraa le ke bulaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
hazaar to.D ke aa jaa.uu.n us se rishta 'vasiim'
mai.n jaantaa huu.n vo jab chaahegaa bulaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
maut kii raah na dekhuu.n ki bin aa.e na rahe
tum ko chaahuu.n ki na aa.o to bulaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
muntazir huu.n ki sitaaro.n kii zaraa aa.nkh lage
chaa.nd ko chhat pe bulaa luu.ngaa ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
surKH phuulo.n se mahak uThtii hai.n dil kii raahe.n
din Dhale yuu.n tirii aavaaz bulaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
tanz o ta.ana o tohmat sab hunar hai.n naaseh ke
aap se ko.ii puuchhe ham ne kyaa buraa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
log haatho.n me.n liye baiThe hai.n apne pi.njre
aaj sayyaad ko mahfil me.n bulaa lo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
in lamho.n me.n kis ki shirkat kaisii shirkat
use bulaa kar apnaa kaam ba.Dhaayaa ham ne
Shariq Kaifi
Ghazal
vo jin ke hote hai.n KHurshiid aastiino.n me.n
unhe.n kahii.n se bulaa.o ba.Daa a.ndheraa hai