SEARCH RESULTS
Showing search results for "burdbaarii"
Ghazal MATCHES FOR "burdbaarii"
Ghazal
ye burdbaarii achaanak se tho.Dii aa.ii hai
kalaam karnaa pa.Daa mujh ko bad-zabaano.n se
Amn Shahzadi
Ghazal
usii ke saa.e me.n sustaa.e us ke bairii bhii
us aadmii me.n daraKHto.n sii burdbaarii thii
Shujaat Ali Rahi
Ghazal
zabaa.n KHamosh magar chiiKHte hai.n KHaal-o-KHad
ye kaisaa sabr hai ye kaisii burd-baarii hai
Tara Iqbal
Ghazal
vahii josh-e-haq-shanaasii vahii azm-burd-baarii
na badal sakaa zamaana mirii KHuu-e-vaza-daarii
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
ham-nafasaan-e-vaz.a-daar mustami.aan-e-burd-baar
ham to tumhaare vaaste ek vabaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
vo mujh ko chho.D ke jis aadmii ke paas gayaa
baraabarii kaa bhii hotaa to sabr aa jaataa
Parveen Shakir
Ghazal
jahaa.n me.n rah ke jahaa.n se baraabarii kii ye choT
ik imtihaan-e-musalsal mirii anaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
ra.ng laa.ii naa aaKHir tark-e-naaz-bardaarii
haath jo.D kar us ko mahv-e-iltijaa paayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
mirii sipaah se duniyaa larazne lagtii hai
magar tumhaarii to mai.n ne baraabarii nahii.n kii
Nadeem Bhabha
Ghazal
mire KHayaal se bhii aah mujh ko bu.ad rahaa
hazaar tarah se chaahaa baraabarii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
Aasi Karnali
Ghazal
Gam-e-habiib kahaa.n aur kahaa.n Gam-e-jaanaa.n
musaahibat hai yaqiinan baraabarii to nahii.n