SEARCH RESULTS
Showing search results for "buum"
Ghazal MATCHES FOR "buum"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sab marz-buum-e-aalam hai jalva-gaah apnii
viiraan hai.n to ham hai.n aabaad hai.n to ham hai.n
Shah Aasim
Ghazal
KHalvat-e-yaar me.n rahne ko jagah mil jaa.e
na to ka.aba kii zaruurat hai na but-KHaane kii
Boom Merathi
Ghazal
du.aa hai 'buum' kii yaarab ye cotton-mils kii baabat
taraqqii aur hotii zeb-o-ziinat aur ho jaatii
Boom Merathi
Ghazal
merii fariyaad-o-fuGaa.n sun kar haraamii ne kahaa
ye usii ulluu-ke-paTThe 'buum' kii aavaaz hai
Boom Merathi
Ghazal
kyaa mubaarak hai miraa dast-e-junuu.n ai 'naasiKH'
baiza-e-buum bhii TuuTe to humaa paidaa ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
KHizaa.n ke roz jo dekhaa to andaliibo.n ko
safiir-e-buum se ab zer-o-bam baraabar hai
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
haa.n gulshan-e-talab kii inhe.n bulbule.n samajh
viiraa.n-kade me.n jism ke ye KHvaahisho.n ke buum
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
kahtaa hai ko.ii 'buum' mujhe aur ko.ii chuGad
ulfat me.n terii mujh ko mile hai.n KHitaab do
Boom Merathi
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
'buum' honaa chaahiye bazm-e-suKHan me.n vo kalaam
dost kyaa dushman sadaa-e-marhabaa dene lage
Boom Merathi
Ghazal
ma.nDlaa rahe the jin ke saro.n par kulaaG o buum
vo faizyaab-e-saaya-e-baal-e-humaa hu.e
Hameed Jalandhari
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
ko.ii letaa hii nahii.n bulbul-e-shaidaa kii KHabar
buum aate hai.n nazar shaaKH pe gulzaaro.n me.n
Barqi Azmi
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
vo kaun log hai.n jin par humaa hai saaya-fagan
yahaa.n to buum bhii baalaa-e-sar nahii.n aataa