SEARCH RESULTS
Showing search results for "buuzar"
Ghazal MATCHES FOR "buuzar"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
nafas me.n garmii-e-iimaan-e-buuzar-o-salmaa.n
dilo.n me.n soz-e-uvais-o-bilaal de yaa-rab
Vafa Malikpuri
Ghazal
buu-zar kaa faqr hazrat-e-faaruuq kaa mizaaj
asnaam-saaz qaum ke sheKH-e-zaman me.n hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
tirii zamiin pe taaGuut kii hukuumat hai
tire mizaaj me.n buu-zar kaa iztiraab nahii.n
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
mujh ko insaan utaaraa hai to insaan banaa
be-zarii meraa muqaddar hai to buu-zar kar de
Zafar Ibn-e-Mateen
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
mujh ko salmaan kii qasam ai 'rashk'
banda-e-kam-tarii.n huu.n buu-zar kaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
hone ko mujaahid bhii hai.n jaa.nbaaz bhii lekin
vo hausla-e-buuzar-o-salmaa.n to nahii.n hai
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
faqr kii mujh se zamaane ko tavaqqo' thii fuzuul
mai.n shikam-banda ko.ii buuzar-o-salmaan thaa kyaa
Haneef Najmi
Ghazal
le to aa.e shaa.irii baazaar me.n 'raahat' miyaa.n
kyaa zaruurii hai ki lahje ko bhii baazaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
terii har baat mohabbat me.n gavaaraa kar ke
dil ke baazaar me.n baiThe hai.n KHasaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
aur baazaar se le aa.e agar TuuT gayaa
saaGar-e-jam se miraa jaam-e-sifaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vo phuul jo mire daaman se ho ga.e mansuub
KHudaa kare unhe.n baazaar kii havaa na lage