SEARCH RESULTS
Showing search results for "calender"
Ghazal MATCHES FOR "calender"
Ghazal
jis jagah ham ne calender me.n judaa.ii likhii
ik mulaaqaat kii taariiKH vahaa.n baaqii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
kaisaa is ahd me.n paimaan-e-vafaa log ab to
dost har saal badalte hai.n calender kii tarah
Anjum Irfani
Ghazal
saal-e-nau aataa hai to mahfuuz kar letaa huu.n mai.n
kuchh puraane se calender zehn kii diivaar par
Azad Gulati
Ghazal
Inaam azmi
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
isii mahiine me.n tum chho.D kar ga.e the mujhe
nikaal duu.ngii calender se june ek taraf
Dipishikha Sagar
Ghazal
Razzaq Afsar
Ghazal
thaa zabt bahut mushkil is sail-e-ma.aanii kaa
kah Daale qalandar ne asraar-e-kitaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
baadshaaho.n ko sikhaayaa hai qalandar honaa
aap aasaan samajhte hai.n munavvar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
haalaat ke qadmo.n pe qalandar nahii.n girtaa
TuuTe bhii jo taaraa to zamii.n par nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
paanii paanii kar ga.ii mujh ko qalandar kii ye baat
tuu jhukaa jab Gair ke aage na man teraa na tan
Allama Iqbal
Ghazal
ham pe haakim kaa ko.ii hukm nahii.n chaltaa hai
ham qalandar hai.n shahanshaah laqab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
darbaar me.n jaanaa miraa dushvaar bahut hai
jo shaKHs qalandar ho gadaa ho nahii.n saktaa