SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaadar-e-shab"
Ghazal MATCHES FOR "chaadar-e-shab"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tai havaa kaise a.ndhero.n ke samundar kaa safar
Gaaza-e-sub.h se kyaa chaadar-e-shab se puuchho
Anjum Irfani
Ghazal
sitaare Taa.nk diye hai.n falak kii chaadar par
aur apnii chaadar-e-shab be-naviid kar lii hai
Naseem Sahar
Ghazal
khulaa ki chaadar-e-shab me.n bhii vus'ate.n hai.n ka.ii
zaraa sii dhuup ko ham aasmaa.n samajhte the
Mubashshir Saeed
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
din bhar jale jo dhuup ke bistar pe dosto
suuraj chhupaa to chaadar-e-shab me.n simaT ga.e
Saif Zulfi
Ghazal
u.Dhaa dii chaadar-e-ismat ise KHayaalo.n ne
har ek lafz zabaa.n se barahna-sar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
naa-shanaaso.n kii tahsii.n rang laa.ii hai kyaa kyaa
ko.ile bhii ab laal-e-shab-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
a.ndhiyaare aa.nkh-aa.nkh me.n pahnaa ga.ii hai shaam
ik chaadar-e-siyaah ko phailaa ga.ii hai shaam
M. I. Sajid
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
barham the KHvaab nii.nd kii retiilii os par
us par sitam ki taa.er-e-shab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
nishaan-e-zaKHm pe nishtar-zanii jo hone lagii
lahuu me.n zulmat-e-shab u.ngliyaa.n bhigone lagii
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
dekhiye aur hai kyaa apne muqaddar me.n abhii
zulmat-e-shab se to hai.n nuur-e-sahar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa