SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaak-e-garebaan"
Ghazal MATCHES FOR "chaak-e-garebaan"
Ghazal
dekhe ko.ii jo chaak-e-garebaa.n ke paar bhii
aa.iina-e-KHizaa.n me.n hai aks-e-bahaar bhii
Farigh Bukhari
Ghazal
teraa diivaana liye chaak-e-garebaa.n kab se
phir rahaa hai tire kuuche me.n pareshaa.n kab se
Mahir Ratlami
Ghazal
meraa dil chaak hu.aa chaak-e-garebaa.n kii tarah
ab gulistaa.n nazar aataa hai bayaabaa.n kii tarah
Maikash Nag Puri
Ghazal
Shakeel Nashtar
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
gulshan ke gul hai.n chaak-e-garebaa.n tire baGair
uj.Dii hu.ii hai bazm-e-gulistaa.n tire baGair
Aslam Barabankvi
Ghazal
Rauf Yasin Jalali
Ghazal
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
shahr me.n hazrat-e-dil chaak-e-garebaa.n kaisaa
hosh me.n aa.o bhalaa ghar me.n bayaabaa.n kaisaa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
ham dil-figaar chaak-e-garebaa.n jahaa.n rahe
paiham nishaana-e-sitam-e-aasmaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qadr diivaano.n kii sahraa-e-junuu.n gar kartaa
KHaar tak baKHiya-gar-e-chaak-e-garebaa.n hotaa
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
Zain Ramish
Ghazal
dekh kar haalat-e-sad-chaak-e-garebaa.n aksar
apne hii haal-e-pareshaa.n pe ha.nsii aa.ii hai
Brijes Talat Nizamii
Ghazal
baaqii hai shauq-e-chaak-e-garebaa.n abhii mujhe
bas ai rafuugar apnii anaamil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Gairo.n ke jaame par rahii ahbaab kii nazar
apnaa rafuu-e-chaak-e-garebaa.n na kar sake
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
aabaad kuu-e-chaak-e-garebaa.n jo phir hu.aa
dast-e-raqiib o daaman-e-ahbaab dekhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.ii bahaar aa ke chaman se guzar ga.ii
phir bhii rafuu-e-chaak-e-garebaa.n na ho sakaa
Aslam Barabankvi
Ghazal
Basit Bhopali
Ghazal
dast-e-vahshat me.n ye apnaa hii garebaa.n kab tak
KHatm ab silsila-e-chaak-e-garebaa.n kar de.n