SEARCH RESULTS
Showing search results for "chandan"
Ghazal MATCHES FOR "chandan"
Ghazal
merii ummiido.n se lipTe rahe andesho.n ke saa.np
umr har daur me.n kaTtii rahii chandan ban ke
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
laakh Gam siine se lipTe rahe naagan kii tarah
pyaar sachchaa thaa mahaktaa rahaa chandan kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Faiz Dakani
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
KHud hii saa.npo.n ko bulaa lete ho apne ghar me.n
pe.D chandan ke tum aa.ngan me.n lagaayaa na karo
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
Vijay Sharma
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
ye kahnaa ab bhii sulagtaa hai jism kaa chandan
tumhaaraa qurb thaa ik shola-e-hinaa kahnaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
piyaarii ke chha.ndaa.n hai sab kuu.n marGuub
muje laazim hai marGuubaa.n suu.n iKHlaas
Quli Qutub Shah
Ghazal
us ke ka.ngan se mohabbat kii khanak aatii hai
zard-ruu raato.n me.n chandan kii mahak aatii hai
Ambuj Shrivastava
Ghazal
kaun aaya hai bahaare.n liye merii jaanib
meraa ehsaas mahakne lagaa chandan kii tarah
Rahat Sultana
Ghazal
har shaKHs har Gariib kii puurii muraad ho
ho.n zindagii ke raaste chandan KHudaa kare
Nazeer Nadir
Ghazal
Vineet Aashna
Ghazal
pairo.n kii dhuul maathe kaa chandan banii to kyuu.n
bas ye hii soch kar to barahman udaas hai
Sardar Panchhi
Ghazal
madan baan saande hai chhandaa.n suu.n mohan
hu.e aashiqaa.n dil ke us the shikaarii